II Balaji Ki Aarti II श्री बाला जी आरती
Om Jai Hanumat Veera Swami Jai Hanuat Veera,
Sankat Mochan Swami Tum ho Randhira.
Pawan-Putra Anjani-Sut, mahimaati bhari,
Dukh Daridra mitao, Sankat chah hari.
Bal samay mein tumne Ravi ko bhaksh liyo,
Devan stuti kinhi, tab hi chod diyo.
Kapi Sugriv Ram sang maitri karvai,
Baali bali maray kapishin gaddi dilvai,
Jari lank ko le Siye ki sudhi Vanar harshaye,
Karaj kathin sudhare Raghuveer maan bhaye.
Shakti lagi Lakshman ke bhari soch bhayo,
Lay Sanjivan booti dukh sab door kiyo.
Le patal Ahiravan jabhi paithi gayo,
Tahi mari prabhu laye jai jaikar bhayo.
Ghate memdhipur mein shobhit darshan ati bihari,
Mangal aur Shanischar mela hai jari.
Shree Balaji ki aarti jo koi nar gave,
Kahat Indra harshit maan vanchhit phal pave.

0 responses to “ II Balaji Ki Aarti II श्री बाला जी आरती”